Monday, March 8, 2010

humein izhar karna na aaya,unhein pyaar karna na aaya.hum bus dekhte hi reh gaye,aur waqt ko thamana na aaya.woh chalte chalte itne door chale gaye,hamein rokna bhi na aaya.hamne unka naam liya phir bhi,shayad unhein sunna na aaya.hamare taqdeer mein unki mohabbatthi hi nahiunke dil mein hamari chahatthi hi nahi.unki muskurahat ko hum,pyaar samajh betheaur hamare pyaar ki koi keemat thihi nahi.ab ashko ke har katre mein,bus unka hi naam hota hain.din raat apni mohabbat koyaad karna.deewano ko aur ka kya kaam,hota hain.

shayari

Ishq karne wale aankho se aankho ki baat samajh lete hain,Sapno mai mil jaye to mulakaat samajh lete hain,Rota to ye aasman bhi hai apni dharti ke liye,Par log use barsaat samajh lete hain.Samjha na koi dil ki baat ko,Dard duniya ne bina soche hi de dia,Seh gaye jo gum hum chupke se,To tumne humko hi pathar dil keh dia